Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai door hato door hato door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai jahaan humaaraa taaj mahal hai aur qutab meenaaraa hai jahaan humaaraa taaj mahal hai aur qutab meenaaraa hai jahaan humaare mandir masjid sikkhon kaa gurudwaaraa hai jahaan humaare mandir masjid sikkhon kaa gurudwaaraa hai jahaan humaaraa taaj mahal hai aur qutab meenaaraa hai jahaan humaare mandir masjid sikkhon kaa gurudwaaraa hai is dharti par qadam badhaanaa atyaachaar tumhaaraa hai atyaachaar tumhaaraa hai door hato door hato door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai door hato door hato door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai shuru huaa hai jang tumhaaraa jaag utho
door kahin tu chal dil raha hai machal door kahin tu chal dil raha hai machal pyaar ki raahon mein preet ki chhanv mein de koi hulchul door kahin tu chal dil raha hai machal pyaar ki raahon mein preet ki chhanv mein de koi hulchul ye gulaabi aasmaan shaam ka udtaa dhuwaan le chalo mujhko wahaan rang bikhra hai jahaan bheega bheega hai samaan le chalun tujhko wahaan ye nazaare ye ishaare udd raha aanchal door kahin tu chal dil raha hai machal pyaar ki raahon mein preet ki chhanv mein de koi hulchul hai ye mausam pyaar ka pyaar ke iqraar ka sapnon ke singaar ka do dilon ke taar ka taar ki jhankaar ka geet hai ye bahaar ka tu raseeli rutt nasheeli aur hawaa chanchal door kahin tu chal dil raha hai machal pyaar ki raahon mein preet ki chhanv mein de koi hulchul door kahin tu chal dil raha hai machal pyaar ki raahon mein preet ki chhanv mein de koi hulchul
door ke o chanda aa meri baanhon mein aa dil mein roshni kar aankhon mein tu muskura door ke o chanda aa meri baanhon mein aa ghar ghar saawan barse hai pyaasi mamta tarse hai ghar ghar saawan barse hai bin tere mera aangan soona soona door ke o chanda aa meri baanhon mein aa dil mein roshni kar aankhon mein tu muskura bholi bhali aankhon mein inn matvaali aankhon mein bholi bhali aankhon mein dil mein hai jeevan ka manhar sapna door ke o chanda aa meri baanhon mein aa dil mein roshni kar aankhon mein tu muskura door ke o chanda aa meri baanhon mein aa dil mein roshni kar aankhon mein tu muskura
door koi gaaye dhun ye sunaaye tere bin chhaliya re baaje na muraliyaa re ho ji ho o o mann ke andar ho pyaar ki agni naina khoye khoye ke are na maane na khoye khoye ho o o o abhi se hai ye haal ho o abhi se hai ye haal to aage na jaane kya hoye neend nahin aaye birhaa sataaye tere bin chhaliya re baaje na muraliyaa re ho ji ho o o ho o o o o o more angana laaj ka pehra laaj ka pehra paaun pade zanzeer ke are raama paaun pade zanzeer ho yaad kisi ki jab jab aaye laage dil pe teer yaad kisi ki jab jab aaye laage jiyaa pe teer aankh bhar aaye jal barsaaye tere bin chhaliya re baaje na muraliyaa re ho ji ho o o
tera chehra meri aankhon mein basa rehne deeeee khud ko thoda sa kahin mujh mein basa rehne de door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa aaj ke baad mera saara safar tanhaa hai aur tere saath ka bhi aakhiri ye lamha hai aur kuchh der mujheeee aur kuchh der mujheeee khud se juda rehne deee aur kuchh der mujheeee khud se juda rehne deee door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa ab kahin jaa ke mere dil ko ye lagta hai yaar ki baahon mein meri jannat ka jahaan basta hai aur kuchh deeeer mujheee aur kuchh deeeer mujheee inmein bandha rehne de aur kuchh deeeeer mujheee inmein bandha rehne de door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa door naa jaaa
door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi mera mann hai udaas jiya mand mand hai mera mann hai udaas jiya mand mand hai baadalon ke ghere mein chaand nazar band hai baadalon ke ghere mein chaand nazar band hai baadal aaye par barasaat baaki reh gayi baadal aaye par barasaat baaki reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bolaa aankh michauli khelee jhoola jhoom ke jhoole aankh michauli khelee jhoola jhoom ke jhoole ban mein chameli phooli hum bahaar mein bhoole hum bahaar mein bhoole par deni thi jo saugaat baaki reh gayi par deni thi jo saugaat baaki reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bolaa
door rehkar na karo baat karib aa jaao door rehkar na karo baat karib aa jaao yaad reh jaayegi ye raat karib aa jaao ek muddat se tammana thi tumhein chhoone ki ek muddat se tammana thi tumhein chhoone ki aaj bas mein nahin jazbaat karib aa jaao aaj bas mein nahin jazbaat karib aa jaao door rehkar na karo baat karib aa jaao sard jhonkon se bhadakte hain badan mein sholay sard jhonkon se bhadakte hain badan mein sholay jaan le legi ye barsaat karib aa jaao jaan le legi ye barsaat karib aa jaao door rehkar na karo baat karib aa jaao iss kadar hum se jhijhakne ki zaroorat kya hai iss kadar hum se jhijhakne ki zaroorat kya hai zindagi bhar ka hai ab saath karib aa jaao zindagi bhar ka hai ab saath karib aa jaao yaad reh jaayegi ye raat karib aa jaao door rehkar na karo baat karib aa jaao
door se tera deewana aaya hai ruk jaana hooo oooo oooo aa sajan meri aankhon mein tera hi afsaana hooo ooo ooo door se tera deewana aaya hai ruk jaana hooo oooo oooo aa sajan meri aankhon mein tera hi afsaana maalum hai keh raha kya dil naa naa saajaniyaa chal kahin le chal aji kahaan kahaan are maalum hai keh raha kya dil are naa naa saajaniyaa chal kahin le chal aji kahaan kahaan pyaar ke mastaane jab chal pade deewane manzil kahaan ye kaun jaane hoooo oooo oooo saath hi rehna saiyaan rasta hai anjaana hooo ooo ooo door se tera deewana aaya hai ruk jaana hooo oooo oooo aa sajan meri aankhon mein tera hi afsaana jab humko chhoo liya tumne ooooo hoooo aji sunte ho kya kiya tumne aji kaho kaho jab humko chhoo liya tumne are ooooo hoooo sunte ho kya kiya tumne aji kaho kaho yun lage hai mil ke tann mann mein halke halke jaise tera khumaar chhalke hoooo ooooo haath jo lag jaayega chhalkega paimana hooo oooo oooo aa sajan meri aankhon mein tera hi afsaana hooo ooo ooo
hooo oooo ooooo oooo oooo ooooo doori doori na rahe koi aaj itne kareeb aao doori na rahe koi aaj itne kareeb aao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao doori na rahe koi aaj itne kareeb aao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao saanson ki hararat se tanhaayi pighal jaaye jalte huye honthon ka armaan nikal jaaye saanson ki hararat se tanhaayi pighal jaaye jalte huye honthon ka armaan nikal jaaye armaan nikal jaaye chaahat ki ghata ban kar yun mujh pe baras jaao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao ye baat na thi ab se pehle kabhi jeene mein ye baat na thi ab se pehle kabhi jeene mein dil ban ke dhadakte to tumhi mere seene mein kabhi saath na chhodoge tum meri kasam khaao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao doori na rahe koi aaj itne kareeb aao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao main tum mein
dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai aise milin do nigaahen miltin hain jaise do raahen jaagi ye ulfat purani gaane lagin hain fizayen aahaha aise milin do nigaahen miltin hain jaise do raahen jaagi ye ulfat purani gaane lagin hain fizayen pyaar ki shehanaiyan baj gayin ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai ek dagar pe mile hain hum tum do hum saaye aisa laga tumse mil kar din bachpan ke aaye aahaha ek dagar pe mile hain hum tum do hum saaye aisa laga tumse mil kar din bachpan ke aaye vaadiyaan ummeed ki saj gayin ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai pehle kabhi ajnabi the ab to meri zindagi ho sapnon mein dekha tha jisko
dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho tum kiran nnnnn tum kiran sawere ki tum chiraag manzil ka jab se tum ko dekha hai khil uthha hai chaman dil ka dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho tum ho mera aaaaa tum ho mera aaina main tumhaari soorat hoon tum mera muqaddar ho main tumhaari kismat hoon dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho umar bhar naa aaa umar bhar na aana tum dil jalon ki baaton mein saath hum ko chalna hai haath leke haathon mein dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho
dost dost naa raha pyaar pyaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha dost dost naa raha pyaar pyaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha amaanaten main pyaar ki gaya tha jisko saunp kar wo mere dost tum hi the tum hi to the jo zindagi ki raah mein bane the mere humsafar wo mere dost tum hi the tum hi to the saare bhed khul gaye raazdaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha gale lagi seham seham bhare gale se boltin wo tum naa thi to kaun tha tumhin to thi safar ke waqt mein falak pe motiyon ko tolti wo tum naa thi to kaun tha tumhin to thi nashe ki raat dhal gayi ab khumaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha wafaa ka le ke naam jo dhadak rahe the har ghadi wo mere nek nek din tumhin to ho jo muskuraa ke reh gaye zehar ki jab suyi gadi wo mere nek nek din tumhin to ho ab kisi ka mere din intezaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha dost dost
dost kahaan koi tumsa tumsa nahin koi mister kabhi tum darling kabhi mehbooba kabhi tum bholi bhali sister ohh sister dost kahaan koi tumsa tumsa nahin koi sister chali gayi jaane do ek ghoont mein paarvati tum ek ghoont mein chandramukhi ek ghoont mein paarvati tum ek ghoont mein chandramukhi ek baar lag jaao gale se devdaas hain bade dukhi ek boond mein charchil ho gaye ek boond mein hitlar ae ae ae ae ae dost kahaan koi tumsa tumsa nahin koi mister rum chadhe to ghum utrenge whiskey se dukh khiske rum chadhe to ghum utrenge whiskey se dukh khiske jin se bhaage bhoot nigoda tum kiske hum kiske raat ko pee ke boriya dhundhe din ko dhundhe bistar hmm mister wah ha dost kahaan koi tumsa tumsa nahin koi mister kiski aankh ka aansoo hai ye tair raha hai pyaale mein kiski aankh ka aansoo hai ye tair raha hai pyaale mein doob naa jaaye andhere mein phenko ise ujaale mein ye kiske sindoor se maine ye kiske sindoor se maine daag liya hai dil par dost kahaan koi tumsaa
doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil dekhiye rooth kar yaar jaane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga bewaafai haseenon ka dastoor hai tod kar mera dil kitne magroor hain oooo ye jo badle to hum bhi badal jayenge chahne wale humko bhi mil jayenge inke harjai pan ka chalan dekh kar dushmanon pe hamein pyaar aane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga kal talak to wafa ki ye tasveer thee haye meri mohabbat ki takdeer thee hooo bewafai ki ab jinda tasveer hai julm karte hai zalim hai bepeer hain inke harjai pan ka chalan dekh kar dushmanon pe hamein pyaar aane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil
dil ki gehraaiyon tak nazar jaati hai teer ban kar jigar mein utar jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai dosti dushmani mein badal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai dosti dushmani mein badal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai raaz e dil ab chhupaane se kya faayda raaz e dil ab chhupaane se kya faayda iss lagi ko bhujhaane se kya faayda kya faayda aag bhujh jaati hai cheez jal jaati hai aag bhujh jaati hai cheez jal jaati hai dosti dushmani mein badal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai kya hua gar shikaayat ka mauka diya kya hua gar shikaayat ka mauka diya sab ne achchha kiya humko dhoka diya humko dhoka diya zindagi ladkhada kar sambhal jaati hai zindagi ladkhada kar sambhal jaati hai dosti dushmani mein badal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal
hoo parapa viruru tarara viru tiru tiru ta tirutu ra tiruru ra doston se pyaar kiya dushmanon se badla liya jo bhi kiya humne kiya shaan se shaan se doston se pyaar kiya dushmanon se badla liya jo bhi kiya humne kiya shaan se shaan se doston se pyaar kiya dushmanon se badla liya jo bhi kiya humne kiya shaan se shaan se shaan se shaan se
doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston doston hoo aise log roz kaahaan milte hain aise phool saalon mein khilte hain haan aise log roz kaahaan milte hain aise phool saalon mein khilte hain aare tum jaisa kaun hai koi nahin hothon ko hothon ko hothon ko hothon ka paigaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho hay doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston doston kya jaane kab ye dil kho jaaye deewaana ye kis ka ho jaaye ho kya jaane kab ye dil kho jaaye deewaana ye kis ka ho jaaye iss dil ka aitbaar koi nahin dil waalon dil waalon dil waalon ye dile badla mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston doston ho baaton se bante hain afsaane thode se hum sab hain deewaane haan baaton se bante hain
you know she like the drama yeah she is sexy mama and when she dance everybody go you know she like the drama yeah she is sexy mama and when she dance everybody go hoo dekho to bholi kitni utni par tedhi cheez hai baaten kare hai kadwi kadwi phir bhi lazeez hai ittar gulabon wali bottel sharabon wali total tabahi wala scene hai adayein badi funky kare hai nautanki ye chhori badi drama queen hai badi badi aankhein hain aansuon ki tanki ye chori badi drama queen hai adayein badi funky kare hai nautanki ye chhori badi drama queen hai badi badi aankhein hain aansuon ki tanki ye chori badi drama queen hai ho table baja ke gaun chad jaaun kursi pe poori karun main mann maaniyaan chahe samajh lo nashe ka ye nateeja hai ya pagalpan ki nishaniyaan ittar gulaabon wali bottel sharabon wali total tabahi wala scene hai adayein badi funky kare hai nautanki ye chhori badi drama queen hai badi badi aankhein hai aansuon ki tanki ye chori badi drama queen hai adayein badi funky kare
dream girl dream girl dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl kisi jheel ka kanwal dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl kisi jheel ka kanwal dream girl kahin to milegi kabhi to milegi aaj nahin to kal dream girl dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl kisi jheel ka kanwal dream girl kahin to milegi kabhi to milegi aaj nahin to kal dream girl dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl lipti gulaabon mein simti hizaabon mein lipti gulaabon mein simti hizaabon mein khaabon mein aati hain bheegi sharaabon mein paas rehti hai wo pal do pal dream girl dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl kisi jheel ka kanwal dream girl jab dekhti hai woh main dhoondh loonga to jab dekhti hai woh main dhoondh loonga to shabnam ghata chandani ban jaati hai doston rang roop leti hai woh badal dream girl dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl kisi jheel ka kanwal dream girl ghum se bikhar jaaun ji se guzar jaaun ghum se bikhar jaaun ji se guzar jaaun kya teri
aashiaan apna bana le khaabon ki chhanv mein aane waala kal basa le aaj ki nighaah mein hooo aashiaan apna bana le khaabon ki chhanv mein aane waala kal basa le aaj ki nighaah mein bas tumhara saath de den ishq ki panaah mein muskuraate pal bichhaa den zindagi ki raah mein dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua hai aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa duaaaaaaaaaaaa hai teri meri khawaahishon se aasmaan rangeen ho haal e dil apna jo sun le do jahaan haseen hooooooo hoooo teri meri khawaahishon se aasmaan rangeen ho haal e dil apna jo sun le do jahaan haseen hooo jode kuchh umeed naa wo aas ye zaroor hooo gardishon ke saaye mein bhi chaahton ka noor ho dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Door Hato Aye Kismat (1943) 04:01 13034
 
Poster of Kismat (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 04:01   Song Number : 13034   

Door Kahin Tu Chal Bedard Zamana Kya Jane (1959) 03:27 12104
 
Poster of Bedard Zamana Kya Jane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Zabeen, Sudesh Kumar
Duration : 03:27   Song Number : 12104   

Door Ke O Chanda Ek Dil Sau Afsane (1963) 02:57 12963
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 02:57   Song Number : 12963   

Door Koi Gaaye Baiju Bawra (1952) 03:41 12809
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Krishna Kumari
Raag- 
Des
Duration : 03:41   Song Number : 12809   

Door Naa Jaa Jannat (2008) 05:58 16959
 
Poster of Jannat (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Rana Mazumder
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Sonal Chauhan
Duration : 05:58   Song Number : 16959   

Door Papeeha Bole Gajre (1948) 02:52 15532
 
Poster of Gajre (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:52   Song Number : 15532   

Door Rehkar Na Karo Amaanat (1977) 04:36 20401
 
Poster of Amaanat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:36   Song Number : 20401   

Door Se Tera Deewana Raton Ka Raja (1970) 04:32 14031
 
Poster of Raton Ka Raja (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dheeraj, Vaishali
Duration : 04:32   Song Number : 14031   

Doori Na Rahe Koi Kartavya (1979) 05:14 20402
 
Poster of Kartavya (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Azar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 05:14   Song Number : 20402   

Dooriyan Nazdeekiyan Duniya (1968) 05:02 12057
 
Poster of Duniya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Achala Sachadev
Duration : 05:02   Song Number : 12057   

Dost Ban Ke Aaye Ho Bin Phere Hum Tere (1979) 05:19 32724
 
Poster of Bin Phere Hum Tere (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Sarika
Duration : 05:19   Song Number : 32724   

Dost Dost Naa Raha Sangam (1964) 05:47 20403
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:47   Song Number : 20403   

Dost Kahaan Koi Tumsa Khamoshi (1969) 03:55 37721
 
Poster of Khamoshi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Deven Verma
Duration : 03:55   Song Number : 37721   

Doston Ki Haqeeqat Laila (1984) 04:56 37343
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 04:56   Song Number : 37343   

Doston Mein Koi Baat Prem Kahani (1975) 03:56 20405
 
Poster of Prem Kahani (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:56   Song Number : 20405   

Doston Se Pyaar Kiya Shaan (1980) 03:29 18227
 
Poster of Shaan (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Parveen Babi, Amitabh Bachchan
Duration : 03:29   Song Number : 18227   

Doston Tum Sabko Yudh (1985) 05:31 18397
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Anil Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:31   Song Number : 18397   

Drama Queen Hasee Toh Phasee (2014) 03:26 33068
 
Poster of Hasee Toh Phasee (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
Vishal-Shekhar
On Screen Actors- 
Parineeti Chopra, Sidharth Malhotra
Duration : 03:26   Song Number : 33068   

Dream Girl Dream Girl (1977) 06:09 13186
 
Poster of Dream Girl (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 06:09   Song Number : 13186   

Dua Kurbaan (2009) 05:00 17019
 
Poster of Kurbaan (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Niranjan Iyengar
Music Director- 
Salim, Sulaiman
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Saif Ali Khan
Duration : 05:00   Song Number : 17019